Tuesday, November 23, 2010

Dosti Shayari 12

Wo na aye par unki yad aakar wafa kar gayi,
Rahi tamana har waqt milne ki mere aman sukun tabah kar gayi,
Der per ahat suni kai bar socha asar dua kar gayi,
Drwaza khola to koi nahi tha mazak hamare sath hawa kar gayi

No comments:

Post a Comment